• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / daur-E-Falak Jab dohraata Hai Mausam-E-Gul Ki Raaton Ko

daur-E-Falak Jab dohraata Hai Mausam-E-Gul Ki Raaton Ko

nasir-kazmi

daur-e-falak jab dohrata hai mausam-e-gul ki raton ko

kunj-e-qafas men sun lete hain bhuli-bisri baton ko

reg-e-ravan ki narm tahon ko chhedti hai jab koi hava

suune sahra chikh uthte hain aadhi aadhi raton ko

atish-e-gham ke sail-e-ravan men ninden jal kar raakh huiin

patthar ban kar dekh raha huun aati jaati raton ko

mai-khane ka afsurda mahaul to yunhi rahna hai

khushk labon ki khair manao kuchh na kaho barsaton ko

‘nasir’ mere munh ki baten yuun to sachche moti hain

lekin un ki baten sun kar bhuul gae sab baton ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

luT Gae Ahl-E-Gham Jal Gae Aashiyan Barq Ka Tilmilana Ghazab Ho Gaya

Tamam Umr Safar Ka Samar Milega Mujhe

bashar-nawaz

Bahut Tha Khauf Jis Ka Phir Wahi Qissa Nikal Aaya

Un Se Kah Do Ki Ilaj-E-Dil-E-Shaida Na Karen

poet

Izzat Unhen Mili Wahi aaKHir baDe Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet