• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Bhi Hun Ek Makan Ki Had Mein

Main Bhi Hun Ek Makan Ki Had Mein

main bhi huun ik makan ki had men

ya.ani zinda huun apne marqad men

ḳhamushi se ye ziist kar jaao

gunjna kya zamin ke gumbad men

bhulta hi nahin kahin bhi tu

mai-kade men rahun ki ma.abad men

vo bhi kya ḳhuub hain jo puchhte hain

kaun si ḳhubiyan hain murshid men

fal-nama hai zindagi bhi ‘zafar’

ji raha huun huruf-e-abjad men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Donon Ham-Pesha the Donon Hi Mein Yarana Tha

shad-azimabadi

Kya Faqat Talib-E-didar Tha Musa Tera

poet

dil Hi Mera Faqat Hai Matlab Ka

Ek Qatra Na Kahin KHun Ka Baha Mere Baad

Gungunane Ki Baat Karte Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet