• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Aks-Gar-E-Jalwa-E-Jaanana Bana Hun

Main Aks-Gar-E-Jalwa-E-Jaanana Bana Hun

main aks-gar-e-jalva-e-janana bana huun

ḳhush huun ki mohabbat ka jilau-ḳhana bana huun

dil-soz nahin ahl-e-chaman atish-e-gul se

ai bad-e-saba main yunhi divana bana huun

maḳhfi koi divar hai shayad mire andar

main apnon men rahte hue begana bana huun

raushan harm-e-jan men hai ik sham-e-tamanna

dil pahle jalaya hai to parvana bana huun

lazim tha ki duniya ko har ik rang men dekhun

divana bana huun kabhi farzana bana huun

kyuun mera nasheman hai samundar ki tahon men

aisa to nahin hai ki main dariya na bana huun

shohrat miri raahe thi jahan dida-vari ki

is kar-gah-e-shauq men afsana bana huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Apne Ranj-O-Gham Se Jam-E-Jahan-Numa Tha

poet

Nau-Giraftar-E-Qafas Hun Mujhe Kuchh Yaad Nahin

poet

Ye Sahn-O-Rawish Ye Shams-O-Qamar Ye Dasht-O-Bayaban Kuchh Bhi Nahin

surKH Makan Dhalta Jata Hai Ek Barfili miTTi Mein

Ho Gaya Hai Ek Ek Pal kaTna Bhaari Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet