• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Lekin Badi der Ho Chuki Thi

Lekin Badi der Ho Chuki Thi

parveen-shakir

is umr ke baad us ko dekha!

ankhon men saval the hazaron

honton pe magar vahi tabassum!

chehre pe likhi hui udasi

lahje men magar bala ka thahrao

avaz men gunjti judai

banhen thiin magar visal-e-saman!

simti hui us ke bazuon men

ta-der main sochti rahi thi

kis abr-e-gurez-pa ki khatir

main kaise shajar se kat gai thi

kis chhanv ko tark kar diya tha

main us ke gale lagi hui thi

vo ponchh raha tha mire aansu

lekin badi der ho chuki thii!

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Ab Kisi Se Mera Hisab Nahin

kaTi Hai Gham Ki Raat baDe Ehtiram Se

Lagi Hai bhiD baDa Mai-Kade Ka Nam Bhi Hai

Dil Hi Dil Mein Dard Ke Aise Ishaare Ho Gae

Didar Ki Hawas Hai Na Shauq-E-Visal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet