• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Banjar Zamin Pe Chadar-E-Sarsabz Dal De

Banjar Zamin Pe Chadar-E-Sarsabz Dal De

poet

banjar zamin pe chadar-e-sarsabz Daal de

dariya huun mujh ko janib-e-sahra uchhal de

tera hi nuur un ke badan se ho jalva-gar

mere likhe huruf ko aisa jamal de

uTThen jo mere paanv to dharti ho raqs men

ye ka.enat raqs kare vo dhamal de

hairat ki dhuup se bhi na pighle vajud-e-barf

rabb-e-kamal mujh ko hunar be-misal de

mera qadam qadam ho zamanon men mo’atabar

mere nuqush-e-jism ko jah-o-jalal de

bandha na ho kisi ne jise silk-e-sher men

meri zaban-e-fikr ko aisa ḳhayal de

kashkol tere samne ‘fa.ez’ ne rakh diya

rahmat-ba-dast sikke nigahon se Daal de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Hasil Is Baat Se Ab Hum Kaise Hain

adeem-hashmi

Koi Patthar Koi Guhar Kyun Hai

Ab Karb Ke Tufan Se Guzarna Hi paDega

Asir-E-Panja-E-Ahd-E-Shabab Kar Ke Mujhe

poet

Umr Guzri Hai Sahaare Nahin Badle Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet