• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Agar Rone Lagun Rutba-E-Wala Badh Jae

Main Agar Rone Lagun Rutba-E-Wala Badh Jae

mirza-raza-barq

main agar rone lagun rutba-e-vala badh jaae

paani dene se nihal-e-qad-e-bala badh jaae

josh-e-vahshat yahi kahta hai nihayat kam hai

do jahan se bhi agar vusat-e-sahra badh jaae

qumriyan dekh ke gulzar men dhoka khaen

tauq minnat ka jo ai sarv-e-tamanna badh jaae

haath par haath agar maar ke daudun baham

rah-e-ulfat men qadam qais se mera badh jaae

daagh par daagh se ai ‘barq’ mujhe rahat hai

dard kam ho to shab-e-hijr men iiza badh jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bhartendu-harishchandra

Asiran-E-Qafas Sehn-E-Chaman Ko Yaad Karte Hain

Rok Rakkha Tha Jo in Aankhon Mein Khaara Pani

poet

Meri Jaanib Teri Nazar Na Hui

Kaun Kahe Masum Hamara Bachpan Tha

Usne Socha Bhi Nahin Tha Kabhi Aisa Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet