• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mai Ho Abr O Hawa Nahin to Na Ho

Mai Ho Abr O Hawa Nahin to Na Ho

poet

mai ho abr o hava nahin to na ho

dard ho gar dava nahin to na ho

ham to hain ashna tire zalim

tu agar ashna nahin to na ho

dil hai vabasta tere daman se

dast mera rasa nahin to na ho

ham to teri jafa ke bande hain

tujh men rasm-e-vafa nahin to na ho

astan par to gir rahe hain agar

teri majlis men ja nahin to na ho

ham to hain saaf, bad-guman mere

tere dil men safa nahin to na ho

dil ko iksir haigi teri nigah

havas-e-kimiya nahin to na ho

ham to hasha nahin kisi se bure

koi ham se bhala nahin to na ho

talib-e-vasl kab talak rahiye

ho to ho jaa.e ya nahin to na ho

‘hatim’ ab kis ki mujh ko parva hai

koi mira juz ḳhuda nahin to na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Sanwar Sakta Hai Maqul Bhi Ho Sakta Hai

Duniya Meri Bala Jaane Mahngi Hai Ya Sasti Hai

KHizan Mein KHubiyan Aaise Bahut Hain

poet

Jao Matam Guzaro Jaane Do

chandni-pandey

Khatm Hai Baadal Ki Jab Se Saebani dhup Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet