• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahsus Jo Karte Ho Ye Halchal Mere Andar

Mahsus Jo Karte Ho Ye Halchal Mere Andar

mahsus jo karte ho ye halchal mire andar

kuchh TuTta rahta hai musalsal mire andar

honThon pe tabassum ke gulabon ki numa.ish

hai nag-phani ka koi jangal mire andar

mushkil hai ki ye pyaas miri kaise miTegi

sahra hain mire honTh to badal mire andar

is baar jo us ne mujhe bahar se sameTa

is baar hua ḳhvab mukammal mire andar

is ruuh ko azad karo jism se jaldi

mar jaa.e na ghuT ghaT ke ye pagal mire andar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaba Hai Agar Shaikh Ka Masjud-E-Khalaiq

Aasman Par Bane the Chehre Se

zahida-zaidi

Qatra-E-Ab Ko Kab Tak Meri dharti Tarse

salma-shaheen-1

Taaqub Mera Khushbu Kar Rahi Thi

Fasil-E-Zat Par Itra Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet