• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahshar-E-Hijr Tera Surat-E-KHas Samne Hai

Mahshar-E-Hijr Tera Surat-E-KHas Samne Hai

mahshar-e-hijr tira surat-e-ḳhas samne hai

ik baras biit gaya ek baras samne hai

surat-e-ishva-e-ḳhashak hai avara vajud

kya sambhal pa.ega dariya-e-havas samne hai

harf-e-shart aata hai jab teri zaban par sar-e-sham

aisa lagta hai ki ik aur qafas samne hai

jaane kis vaqt ye uḌ kar mire dil tak pahunche

manzilen duur hain azar-e-jaras samne hai

is ka hona bhi na hone ki tarah hai ‘afaq’

is tarah hai vo mire samne bas samne hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Kabhi Numayan Kabhi Tah-Nashin Bhi Rahte Hain

poet

Hamein Nayaft Lamhon Se Mafar Hota Na Ghar luTta

poet

Hazar Wade Kiye Hain Tumne Kabhi Kisi Ko Wafa Na Karna

Ek Aah-E-Zer-E-Lab Ke Gunahgar Ho Gae

poet

Hum Na-Qishon Ke daur Mein Kaamil Hue To Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet