• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baatil Hai Humse dawa Shaer Ko Ham-Sari Ka

Baatil Hai Humse dawa Shaer Ko Ham-Sari Ka

sauda-mohammad-rafi

batil hai ham se daava shaer ko ham-sari ka

divan hai hamara kiisa javahari ka

chehra tira sa kab hai sultan-e-khavari ka

chira hazar bandhe sar par jo vo zari ka

munh par ye goshvara moti ka jalva-gar hai

jaise qiran-e-baham ho maah o mushtari ka

aina-khane men vo jis vaqt aan baithe

phir jis taraf ko dekho jalva hai vaan pari ka

juz shauq-e-dil na pahunchun hargiz ba-ku-e-janan

ai khizr kab huun teri muhtaj rahbari ka

jo dekhta hai tujh ko hansta hai qahqahe maar

ai shaikh tera chehra mabda hai maskhari ka

talib hain sim-o-zar ke khuban-e-hind ‘sauda’

ahval kaun samjhe ashiq ki be-zari ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Harim-E-Zat Ke Parde Mein Justuju Yaran

poet

Tujhe Pa Kar Bhi Jab Koi Kami Mahsus Hoti Hai

siraj-aurangabadi

dildar Ki Kashish Ne Aincha Hai Man Hamara

Nazar Jo Aata Hai Bahar Mein Kab Wo Andar Hun

Hansi Hansi Mein Koi Khel Chal Raha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet