• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bujhe Agar Badan Ke Kuchh Charagh Tere Hijr Mein

Bujhe Agar Badan Ke Kuchh Charagh Tere Hijr Mein

bujhe agar badan ke kuchh charagh tere hijr men

jala liye suḳhan ke kuchh charagh tere hijr men

chaman ḳhizan ḳhizan ho jab bujha bujha hua ho dil

karen bhi kya chaman ke kuchh charagh tere hijr men

shab-e-firaq par hua shab-e-visal ka guman

mahak uThe milan ke kuchh charagh tere hijr men

udasiyon ke habs men jo teri yaad aa ga.i

to jal uThe pavan ke kuchh charagh tere hijr men

so kyon na dil ke daagh gin ke kaaT liije aaj shab

gine the kal gagan ke kuchh charagh tere hijr men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nairangi-E-Nashat-E-Tamanna Ajib Hai

Zara Barish Barasti Hai Shagufe Jag uThte Hain

aftab-shah-alam-sani

Go Sudh Nahin Us Shokh Sitamgar Ne Sambhaali

Nikharna Aql-O-KHirad Ka Agar Zaruri Hai

Dil Ke Bhule Hue Afsane Bahut Yaad Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet