• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Nur Tha Ki Pichhle Pahar Ham-Safar Hua

Ek Nur Tha Ki Pichhle Pahar Ham-Safar Hua

akhtar-hoshiyarpuri

ik nuur tha ki pichhle pahar ham-safar hua

mujh ko qaba ka chaak hi chak-e-sahar hua

sailab umand ke shahar ki galiyon men aa gae

lekin gharib-e-shahr ka daman na tar hua

zindan-e-arzu men nazar be-basar rahi

divar dar hui to kiran ka guzar hua

vo andhiyan chali hain ki ashjar ukhaḌ gae

dukkan-e-shishagar pe na phir bhi asar hua

ab kaun dekhta phire kyuun bam-o-dar jale

jo kuchh hua hai fasl-e-chaman se udhar hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Siyah Raat Ke Badan Pe Dagh Ban Ke Rah Gae

abdul-mannan-tarzi

Meri Aankhon Mein Aansu Pyare

rashmi-bhardwaj

Kya Likhun

poet

Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar Khat

Lai Hai Kis Maqam Pe Ye Zindagi Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet