• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahfilon Ko Guzar Pae Hum

Mahfilon Ko Guzar Pae Hum

mahfilon ko guzar paa.e ham

tab kahin ḳhalvaton pe chha.e ham

hain udasi ke kokh-ja.e ham

zindagi ko na raas aa.e ham

khaad paani bana diya ḳhud ko

silsile-var lahlaha.e ham

nasl taron ki zid laga baiThi

isti.are utaar laa.e ham

ruuh ke honTh sil ke hi maane

harkaton se na ba.az aa.e ham

farz ham par hai raushni ka safar

nuur ki chhuT ke hain jaa.e ham

pyaas ko pyaar karna tha keval

ek akhshar badal na paa.e ham

bas hamare hi saath rahti hai

kyuun udasi ko itna bhaa.e ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sham-E-Wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua

Dil Ko Isi Sabab Se Hai Iztirab Shayad

Charaghon Ke Bujhane Ko Hawa Be-iKHtiyar Aai

Sham-E-Gham Ki Hai Ata Subh-E-Masarrat Di Hai

poet

Jab Us Se Tark-E-Mulaqat Ka Irada Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet