• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahakta Hua Aaj Sara Chaman Hai

Mahakta Hua Aaj Sara Chaman Hai

mahakta hua aaj saara chaman hai

baharon ka maskan mira hi vatan hai

gulon ka jo nikhra hua sa badan hai

ajab hai nazakat ghazab bankpan hai

suḳhan ka ye rasta bahut hi kaThin hai

magar har suḳhnavar isi men magan hai

to ja.un kahan us gali se jo niklun

kahin bhi rukun main usi ki lagan hai

khaḌe hain pareshan yahan par sabhi jo

jahan dekhte hain faza men ghuTan hai

ba-zahir jo karte hain ulfat ki baten

unhi ke dilon men hasad hai jalan hai

‘hina’ tum bata do kahan hai vo manzil

ye rasta hai kaisa ye kaisi thakan hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaTi Patang Ki Manind Dolte Ho Tum

poet

Dil Mein Jinhen Utarte Dil Se Wahi Utar Gae

Main Tair-E-Wajud Ya Barg-E-KHayal Tha

poet

Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-O-Hawa Mein

Maine Har Gam Use Awwal O aaKHir Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet