• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mah-Ru Yan Hazar Ko dekha

Mah-Ru Yan Hazar Ko dekha

poet

mah-ru yaan hazar ko dekha

ham ne ab tak na yaar ko dekha

umr bhar muntazir rahe us ke

raah ke intizar ko dekha

vaada-e-hashr log kahte hain

ham ne vo bhi qarar ko dekha

koi aaya nazar na us ja bhi

jab dil-e-gham-gusar ko dekha

rah gae na-murad duniya men

kitne sar iftikhar ko dekha

bagh-e-hasti men surkh-ru na hue

gul ke har khaar khaar ko dekha

ganj jis ja hai us jagah ‘miskin’

baithe rahte hain maar ko dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwahish-E-Baal-O-Par Mein Rahta Hai

Hum Par Jitne War Hue Bharpur Hue

Harf Se Tasir Lafzon Se Mani Le Gaya

poet

Tere KHayal Se Fursat Jo Umr Bhar Na Hui

Mera Dil Hathon Mein Lo to Kya Tumhaara Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet