• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / luTa Diye the Kabhi Jo KHazane DhunDhte Hain

luTa Diye the Kabhi Jo KHazane DhunDhte Hain

luTa diye the kabhi jo ḳhazane DhunDhte hain

na.e zamane men kuchh din purane DhunDhte hain

kabhi kabhi to ye lagta hai main vo lamha huun

ki ik zamane se jis ko zamane DhunDhte hain

kuchh ehtiyat bhi ab ke talab men rakhna paḌi

sau us ko aur kisi ke bahane DhunDhte hain

lapak ke aate hain siine ki samt tiir aise

parind shaḳh pe jaise Thikane DhunDhte hain

hamari sada-mizaji bhi kya qayamat hai

ki ab qafas hi men ham ashiyane DhunDhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hadon Se baDh Ke Mukammal Hudud Saunpta Hun

Tere KHayal Ka Shoala Thama Thama Sa Tha

Ye Soch Soch Ke Bismil Pe Kya Guzarti Hai

Zabton Ki Aur Qadron Ki Rawani Dekhna

poet

uTha Kar Barq-O-Baran Se Nazar Manjdhaar Par Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet