• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Ayan Subh Ko Wo Nur-E-Mujassam Ho Jae

Jab Ayan Subh Ko Wo Nur-E-Mujassam Ho Jae

mirza-raza-barq

jab ayaan subh ko vo nur-e-mujassam ho jaae

gauhar-e-shabnam-e-gul nayyar-e-azam ho jaae

marsiya ho mujhe gaana jo sunun furqat men

be-tere bazm-e-ghina majlis-e-matam ho jaae

dekh kar tul-e-shab-e-hijr dua karta huun

vasl ke roz se bhi umr miri kam ho jaae

dekh kar phulon ko angaron pe lotun ai gul

be-tere gulshan-e-firdaus jahannam ho jaae

kam nahin milk-e-suleman se visal-e-saqi

gardish-e-jam mujhe halqa-e-khatam ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ka Rog to Wirse Mein Mila Tha Mujhko

azra-abbas

Kahen Se Koi Nuqta Aa Jae

Dafatan bichhDega Wo Bhi Dil Ko Ye dhaDka Na Tha

ishrat-afreen

Hawwa Ki Beti Ka Pahla dukh

poet

Kuchh Had Bhi Ai Falak Sitam-E-Na-Rawa Ki Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet