• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maal-E-Naghma-O-Matam faroKHt Hota Hai

Maal-E-Naghma-O-Matam faroKHt Hota Hai

ma.al-e-naghma-o-matam faroḳht hota hai

ḳhushi ke saath yahan gham faroḳht hota hai

vo jis ko aaj bhi kuchh log husn kahte hain

ba-sad-nigarish-e-paiham faroḳht hota hai

fareb-ḳhurda tabassum ḳharidne ke liye

vaqar-e-dida-e-pur-nam faroḳht hota hai

baḌe hasin ghanere siyah pardon men

jamal-e-ismat-e-maryam faroḳht hota hai

bahar-e-vadi-e-gang-o-jaman ke saath yahan

vaqar-e-kausar-o-zamzam faroḳht hota hai

vo jism-e-marmarin nazren bhi jis ko chhu na sakin

bara.e-raunaq-e-alam faroḳht hota hai

tilism-ḳhana-e-sad-rang-o-bu men ai ‘saghar’

fareb-e-shola-o-shabnam faroḳht hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Duniya Hai Yahan Asli Kahani Pusht Par Rakhna

poet

Us Se Kya Chhup Sake Banai Baat

Teri Nigah Ka Andaz Kya Nazar Aaya

ameer-minai

Kis Ke Chamke Chand Se Rukhsar Qiasar-Bagh Mein

saKHt Mushkil Mein Kiya Hijr Ne Aasan Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet