• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lutf Pahchan Ka Bhi to Lo Ajnabi

Lutf Pahchan Ka Bhi to Lo Ajnabi

lutf pahchan ka bhi to lo ajnabi

ham se mil mil ke yuun na bano ajnabi

ajnabi-pan hai sheva mire shahr ka

aa.e ho jo yahan ban raho ajnabi

bhiiḌ hi se muḳhatab ho tum der se

ḳhud se bhi to kabhi kuchh kaho ajnabi

sah na paoge majlis ki tanha.iyan

is se behtar hai tanha raho ajnabi

TuTna hi hababon ki taqdir hai

in marasim ko itna na ro ajnabi

ham shanasa.iyon ke bharam men jiye

khul na paaya ki aḳhir hain do ajnabi

zindagi hai ki basti kisi ghair ki

tum shanasa sahi phir bhi ho ajnabi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

miTa Sa Harf Hun bigDi Hui Si Baat Hun Main

Be-Dili Wo Hai Ki Marne Ki Tamanna Bhi Nahin

ismail-merathi

Yaad Teri Yaad Hai Nam-E-Khuda

Baat Kuchh Humse Ban Na Aai Aaj

Dil Ki Duniya Mein Tujhe La Ke Main Hairan Kar Dun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet