• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhe Hai Shauq-E-Zaban Par Jo Qand Rakhne Ka

Tujhe Hai Shauq-E-Zaban Par Jo Qand Rakhne Ka

tujhe hai shauq-e-zaban par jo qand rakhne ka

de iḳhtiyar mujhe bhi pasand rakhne ka

pukarti hain mire dil ki pastiyan mujh ko

yahi to vaqt hai rutba buland rakhne ka

isi jihad men guzri hai zindagi apni

kiya hai roz irada samand rakhne ka

buland meḳh se ḳhvabon ki rassiyan bandho

diya hai raat ne mauqa kamand rakhne ka

hamin se husn ko hai aas daad paane ki

hamin ko hukm hai ankhon ko band rakhne ka

sabhi ghamon ka uThata huun ḳharch men ‘rahat’

ajab sila hai dil-e-dard-mand rakhne ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ghausiya-khan-sabeen

Qadam Qadam Pe Hai Raqsan Udasiyon Ka Jhund

Koi Ruswai Hai Na Shohrat Hai

poet

Mili Na Fursat Jahan Ho Ghash Se Uthi Jo Kuchh Bhi Naqab-E-Ariz

KHamosh Rah Ke Zawal-E-suKHan Ka Gham Kiye Jaen

Jaan Yun Libas-E-Jism Ko Nikli Utar Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet