• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sardi Mein Din Sard Mila

Sardi Mein Din Sard Mila

sardi men din sard mila

har mausam bedard mila

unche lambe peḌon ka

patta patta zard mila

sochte hain kyuun zinda hain

achchha ye sar-dard mila

ham ro.e to baat bhi thi

kyuun rota har fard mila

mila hamen bas ek ḳhuda

aur vo bhi bedard mila

‘alvi’ ḳhvahish bhi thi banjh

jazba bhi na-mard mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aamaj-Gah-E-Tir-E-Sitam Kaun Hum Ki Aap

Wo Baat Baat Pe Kahta Hai Bewafa Mujhko

abbas-tabish

Hawa-e-Mausam-e-Gul Se Lahu Lahu Tum The

Nind Chubhne Lagi Hai Aankhon Mein

Kya DhunDne Aae Ho Nazar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet