• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / luTa Jaane Walon Ne

luTa Jaane Walon Ne

poet

luuTa jaane valon ne

yaad na aane valon ne

kis pasti men ghasiT liya

haath baḌhane valon ne

kar hi diya divar ko dar

sar Takrane valon ne

sach bhi mujhe kahne na diya

zahr pilane valon ne

kya kya DhunDh nikala hai

ḳhud kho jaane valon ne

mujh ko chhin liya mujh se

aane jaane valon ne

piiTh men ḳhanjar ghonp diya

gale lagane valon ne

dil ko sulagta chhoḌ diya

aag bujhane valon ne

kya mafhum nikala hai

matlab paane valon ne

jism ka ik ik bhed diya

naam chhupane valon ne

ghar na kiya dil men ‘rashid’

zehn men chhane valon ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari

Tera Aasman Nawakon Ka Khazina Hayat-Afrina Hayat-Afrina

talKHi-E-Haalat-E-Dauran Ka Bayan Hai Zindagi

Safar Mein Rah Ke Aashob Se Na Dar Jaana

Chand Mashriq Se Nikalta Nahin Dekha Maine

Suraj Ko Ehsas Dilaya Ja Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet