• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / na puchh dekh ke kitna malal hota hai

na puchh dekh ke kitna malal hota hai

shabnam-shakeel

na puchh dekh ke kitna malal hota hai

jo khvab dekhne valon ka haal hota hai

labon pe mohr-e-khamoshi lagai jaati hai

aur is ke baad hamin se saval hota hai

jab aai sham-s-masafat to phir ye raaz khula

zara si der uruuj o zaval hota hai

har ek shakhs ki apni hi ek duniya hai

kahan kisi ko kisi ka khayal hota hai

har ek auj-e-mohabbat pe aa nahin sakta

kisi kisi men hi aisa kamal hota hai

ruki hui huun ik aaise saval par ‘shabnam’

javab jis ka hamesha muhal hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Daya Saqi Labaalab Mujhko Saghar

Baat Ye Hai Ki Koi Baat Purani Bhi Nahin

Phal Phenk Ke Hamsae Ke Ghar Tang Karega

Aankhon Mein Jo Hamari Ye Jalon Ke Dagh Hain

Ab Jo Mil Jao to Kami Na Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet