• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aazar Raha Hai Tesha Mere KHandan Mein

Aazar Raha Hai Tesha Mere KHandan Mein

‘azar’ raha hai tesha mire ḳhandan men

paikar dikha.i dete hain mujh ko chaTan men

sab apne apne taaq men tharra ke rah ga.e

kuchh to kaha hava ne charaghon ke kaan men

main apni justuju men yahan tak pahunch gaya

ab aa.ina hi rah gaya hai darmiyan men

manzar bhaTak rahe the dar-o-bam ke qarib

main so raha tha ḳhvab ke pichhle makan men

lazzat mili hai mujh ko aziyyat men is liye

ehsas khinchna tha badan ki kaman men

nikli nahin hai dil se mire bad-dua kabhi

rakkhe ḳhuda adu ko bhi apni amaan men

‘azar’ usi ko log na kahte hon aftab

ik daagh sa chamakta hai jo asman men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sab Kuchh Bas Kahne Ko Bhula Jata Hai

poet

Koi Kar Sakta Hai Yaro Jaisa Maine Kaam Kiya

Hasil-E-Zist Ishq Hi to Nahin

taKHta-E-Mashq Banun Jaan-Ba-Sipar Ho Jaun

allama-iqbal

Hazar Khauf Ho Lekin Zaban Ho dil Ki Rafiq

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet