• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log Kahte The Wo Mausam Hi Nahin Aane Ka

Log Kahte The Wo Mausam Hi Nahin Aane Ka

ahmad-mahfuz

log kahte the vo mausam hi nahin aane ka

ab ke dekha to naya rang hai virane ka

banne lagti hai jahan sher ki surat koi

khauf rahta hai vahin baat bigad jaane ka

ham ko avargi kis dasht men laai hai ki ab

koi imkan hi nahin laut ke ghar jaane ka

dil ke patjhad men to shamil nahin zardi rukh ki

rang achchha nahin is baagh ke murjhane ka

kha gai khuun ki pyasi vo zamin ham ko hi

shauq tha kucha-e-qatil ki hava khane ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fitrat ulaT Ke KHwab Dikhane Diye Gae

nida-fazli

Khuda Ka Ghar Nahin Koi

adil-hayat

Har Ek Jawab Ki Tah Mein Sawal Aaega

Hua Dil Ka Haal Abtar Tujhe Yaad Karte Karte

Har Parinde Ki Baat Sunta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet