• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log Kahte Hain Mohabbat Mein Asar Hota Hai

Log Kahte Hain Mohabbat Mein Asar Hota Hai

log kahte hain mohabbat men asar hota hai

kaun se shahr men hota hai kidhar hota hai

us ke kuche men hai nit surat-e-bedad na.i

qatl har ḳhasta ba-andaz-e-digar hota hai

nahin ma.alum ki matam hai falak par kis ka

roz kyuun chaak gireban-e-sahar hota hai

vuhin apni bhi hai barik-tar-az-mu gardan

tegh ke saath yahan zikr-e-kamar hota hai

kar ke main yaad dil apne ko bahut rota huun

jab kisi shaḳhs ka duniya se safar hota hai

us ki mizhgan ka koi naam na lo kya hasil

mera in baton se suraḳh jigar hota hai

‘mus.hafi’ ham to tire milne ko aa.e ka.i baar

ai divane tu kisi vaqt bhi ghar hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Abhi Kuchh Aur Karishme Ghazal Ke dekhte Hain

Rasm-E-Duniya Jaan Kar Hargiz Na Yarana Karo

ahmad-kamran

Khwab Yun Hi Nahin Hote Pure

poet

Kuchh Is Tarah Gham-E-Ulfat Ki Kaenat luTi

ada-jafarey

Khalish-E-Tir-E-Be-Panah Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet