• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Tum Be-Waqt Kaise Aaj Aa Nikle Sabab Kya Hai

Ye Tum Be-Waqt Kaise Aaj Aa Nikle Sabab Kya Hai

ye tum be-vaqt kaise aaj aa nikle sabab kya hai

bulaya jab na aa.e ab ye aana be-talab kya hai

mohabbat ka asar phir dekhna marne to do mujh ko

vo mere saath zinda dafn ho jaa.en ajab kya hai

nigah-e-yar mil jaati to ham shagird ho jaate

zara ye siikh lete dil ke le lene ka Dhab kya hai

jo gham tum ne diya us par tasadduq saikḌon ḳhushiyan

jo dukh tum se mile un ke muqabil men tarab kya hai

samajhte the baḌa sachcha musalman tum ko sab ‘muztar’

magar tum to buton ko pujte ho ye ghazab kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-mansuri

Shuur Nili Rutubaton Mein Ulajh Gaya Hai

Kabhi Madhur Kabhi miThi Zaban Ka Shair Hun

Sufi

Zindagi Bhar Jinhon Ne dekhe Khwab

bahadur-shah-zafar

Jab Kabhi dariya Mein Hote Saya-Afgan Aap Hain

Ek Qadam uTh Gaya Rawani Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet