• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lihaz Karte Adab Ehtiram Karte Hue

Lihaz Karte Adab Ehtiram Karte Hue

lihaz karte adab ehtiram karte hue

guzar raha huun mohabbat ko aam karte hue

ye raat aa ke mujhe phir se joḌ deti hai

main TuuT jaata huun din iḳhtitam karte hue

baghair zad-e-safar ham pahunch ga.e manzil

bhaTakte girte sambhalte qayam karte hue

kisi ka koi bhi kirdar rah na jaa.e kahin

ḳhayal rakhna kahani tamam karte hue

mira zamir malamat kare hai yuun mujh par

mujhe jo dekhe hai tujh ko salam karte hue

ye mere pusta-e-jan men shigaf the lekin

kisi ne dekha nahin rok thaam karte hue

vo baat baat pe naraz hone lagta hai

so ḳhauf aata hai us se kalam karte hue

koi mazaq nahin umr bhar ki mehnat ko

kaleja chahiye ghairon ke naam karte hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Masala Ye Bhi Ba-Faiz-E-Ishq Aasan Ho Gaya

zehra-nigaah

Muslim Muslim Fasadat

afzal-allahabadi

Apni Tanhaiyon Ke Ghaar Mein Hun

poet

Tumko Agar Hamari Mohabbat Nahin Rahi

KHazane Bhi Milen Is Ke Ewaz to Hum Na Bechenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet