• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab to Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

Ab to Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

ab to ye safar apna asman se aage hai

marhala haqiqat ka ab guman se aage hai

jis sakun ki chahat hai vo yahan nahin mumkin

kyunki apni manzil hi is jahan se aage hai

guftugu hamari ab kya koi samajh paa.e

fikr hi hamari jab har bayan se aage hai

itna mohtaram koi aur hai zamane men

is jahan men rishta koi maan se aage hai

DhunDhti huun main jis ko vo mujhe mile kaise

ḳhatm hai jahan rasta vo vahan se aage hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Waqt Usne baKHt Hamare Banae The

Shauq-E-Didar Ne Kya Kya Na Tamasha Dekha

Main Uski Baat Ki Tardid Karne Wala Tha

De Sanam Hukm Tu Dar Par Tere Hazir Ho Kar

shahnaz-nabi

Nishat-Ussaniya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet