• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le Kar Koi Paigham Kabutar Nahin Aate

Le Kar Koi Paigham Kabutar Nahin Aate

poet

le kar koi paigham kabutar nahin aate

ab gham bhi tira ruup badal kar nahin aate

kuchh boriyan aisi hain jo beron se ladi hain

par un pe kisi or se patthar nahin aate

har sub.h to khilte nahin nargis ke hasin phuul

har roz to gulshan men payambar nahin aate

har shaḳhs liye phirta hai hathon men saron ko

hathon men nazar ab kahin ḳhanjar nahin aate

bimar kahin ho na paḌosi chalo dekhen

ab raat men us samt se patthar nahin aate

qad apna baḌha lete hain baisakhi laga kar

jo log mire sar ke barabar nahin aate

uTh jaate hain be-saḳhta paanv tiri janib

ham dar pe tire soch-samajh kar nahin aate

darvaza bhula deta hain ik din unhen ‘ishrat’

jo log ki raton men bhi ghar par nahin aate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Agar Kabhi Tere Aazar Se Nikalta Hun

ahmad-hamesh

Parchhain Ka Safar

khanDar Ye Phir Basane Ka Irada Hi Nahin Tha

akhtar-ansari

Mohabbat Karne Walon Ke Bahaar-Afroz Sinon Mein

Ye Sahra Mera Hai Jhelam Chanab Uski Taraf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet