• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Marg-E-Ashiq Par Farishta Maut Ka Badnam Tha

Marg-E-Ashiq Par Farishta Maut Ka Badnam Tha

marg-e-ashiq par farishta maut ka badnam tha

vo hansi roke hue baiTha tha jis ka kaam tha

ḳhun-e-nahaq se mukarne ka kahan hangam tha

tiir jitne dil se nikle sab par un ka naam tha

kya bata.i jaa.en sham-e-hijr ki majburiyan

dil hamara tha na ham dil ke ajab hangam tha

hijr ki do karvaTon ne kar diya qissa tamam

dard-e-dil aghaz tha dard-e-jigar anjam tha

aise vaqton men kaleja gham se ho jaata hai shaq

sabr apne dil ki mayyat par hamara kaam tha

ahl-e-mahshar dekh luun qatil ko to pahchan luun

bholi bholi shakl thi aur kuchh bhala sa saam tha

ab koi divana kahta hai koi vahshi mujhe

aap ki ulfat se pahle mera ‘manzar’ naam tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Meri Iza Mein Khushi Jab Aap Ki Pate Hain Log

muneer-niyazi

Mere dushman Ki Maut

poet

Barha Yurish-E-Afkar Ne Sone Na Diya

poet

Safhe Pe Kab Chaman Ke Hawa Se Ghubar Hai

poet

Irfan-O-Agahi Ke Saza-War Hum Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet