• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le dida-E-Tar Jidhar Gae Hum

Le dida-E-Tar Jidhar Gae Hum

sauda-mohammad-rafi

le dida-e-tar jidhar gae ham

dabre jo the khushk bhar gae ham

tujh ishq men roz-e-khush na dekha

dukh bharte hi bharte mar gae ham

tera jo sitam hai us ki tu jaan

apni thi sau khuub kar gae ham

ye qita padhe tha soz-e-dil se

sauda ke jo raat ghar gae ham

juun shama labon par aa raha ji

tan tha so gudaz kar gae ham

itni bhi patang pesh-qadmi!

gar shaam nahin sahar gae ham

hogi na kisi ko ye khabar bhi

us majlis se kidhar gae ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamein to Gosha-Nashin Aur Jahan Bhi Hona Hai

bashir-badr

Jab Raat Ki Tanhai dil Ban Ke dhadakti Hai

poet

Ruke Hue Hain Jo Dariya Unhen Rawani De

Tarikiyon Ko Aag Lage Aur Diya Jale

poet

Zindagi Daw Pe Har Aan Lagi Rahti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet