• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekha Kisi Ka Humne Na Aisa Suna dimagh

dekha Kisi Ka Humne Na Aisa Suna dimagh

poet

dekha kisi ka ham ne na aisa suna dimagh

in sang-dil buton ka hai allah kya dimagh

karta nahin tamiz sharif-o-razil men

is charkh-e-pir ka hai magar phir gaya dimagh

dekhe bahut hain ham ne hasinan-e-pur-ghurur

lekin ajab tarah ka hai kuchh aap ka dimagh

kal jitna ham ne us ko mana ke banaya tha

utna hi aaj aur hai bigda hua dimagh

jab honge pesh davar-e-mahshar ke samne

ham dekh lenge aap ka roz-e-jaza dimagh

aaya nahin samajh men ye ulta moamla

ban ban ke kyuun bigadta hai ye aap ka dimagh

gul ki bahar gulistan men chand rose hai

achchha nahin hai is qadar ai mah-laqa dimagh

ai ‘mashriqi’ kabhi tha dimagh apna arsh par

hai aj-kal to khaak men apna mila dimagh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sarwat-zehra

Sawal-Andar-Sawal Le Kar Kahan Chale Ho

poet

Aadmi KHud Ko Ajab Rang Mein Duba Dekhe

Phir Wahi KHana-E-Barbaad Hamare Liye Hai

Din Ko Din Raat Ko Main Raat Na Likhne Paun

abdul-hafiz-naeemi

Honkte dasht Mein Ek Gham Ka Samundar dekho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet