• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Wo Tufan Hai Na Wo Shor Hawaon Jaisa

Ab Wo Tufan Hai Na Wo Shor Hawaon Jaisa

ab vo tufan hai na vo shor havaon jaisa

dil ka aalam hai tire ba.ad ḳhalaon jaisa

kaash duniya mire ehsas ko vapas kar de

ḳhamushi ka vahi andaz sadaon jaisa

paas rah kar bhi hamesha vo bahut duur mila

us ka andaz-e-taghaful tha ḳhudaon jaisa

kitni shiddat se baharon ko tha ehsas-e-ma.al

phuul khil kar bhi raha zard ḳhizaon jaisa

kya qayamat hai ki duniya use sardar kahe

jis ka andaz-e-suḳhan bhi ho gadaon jaisa

phir tiri yaad ke mausam ne jaga.e mahshar

phir mire dil men uTha shor havaon jaisa

barha ḳhvab men pa kar mujhe pyasa ‘mohsin’

us ki zulfon ne kiya raqs ghaTaon jaisa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zaKHm Dikhane Lag Jati Hai Jaan Ko Aane Lag Jati Hai

Zaban Muddaa-Ashna Chahta Hun

Zulm Hai taKHt Taj sannaTa

poet

Bas Ek dhoka Rah Jata Hai

Chahchahati Bolti Aankhon Ka Uncha Shor Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet