• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Pahunch Saka Zamana Mere Haal Tak Na Pahunche

Na Pahunch Saka Zamana Mere Haal Tak Na Pahunche

na pahunch saka zamana mire haal tak na pahunche

main vahan huun jada-paima ki ḳhayal tak na pahunche

jinhen tujh ko dekhna ho vo miri nazar se dekhen

ḳhad-o-ḳhal men jo uljhe vo jamal tak na pahunche

mira intizar-e-va.ada tira e’tibar-e-farda

shab-o-roz rafta rafta mah-o-sal tak na pahunche

jinhen teri aarzu thi jinhen teri justuju thi

kisi daam men na aa.e kisi jaal tak na pahunche

mire dil ki dhaḌkanon men hain inhin ki ahaTen si

mujhe jin se ye gila tha mire haal tak na pahunche

mire roz-o-shab ka aalam na samajh sakenge ‘rahi’

jo zaval se na guzre jo kamal tak na pahunche

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dilbar Ye Wo Hai Jis Ne dil Ko dagha diya Hai

Jhum Kar Gao Main Sharabi Hain

Dil-Shikasta Hue TuTa Hua Paiman Bane

Maine Kuchh Ashaar Junhi Aaine Par Dam Kiye

Chand Bhi Khoya Khoya Sa Hai Tare Bhi KHwabida Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet