• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Bhi Milte Hain Karam Bar-E-Nazar Hoti Hai

Ab Bhi Milte Hain Karam Bar-E-Nazar Hoti Hai

poet

ab bhi milte hain karam bar-e-nazar hoti hai

par mulaqat ba-andaz-e-digar hoti hai

ab na hamdard andhera hai na shab ka parda

ab tiri ḳhair ho ai dil ki sahar hoti hai

ishq aur husn ko aapas men magan rahne do

varna buniyad jahan zer-o-zabar hoti hai

un ke jaate hi ye ho jaati hai halat apni

kaan aahaT pe lage dar pe nazar hoti hai

ham jo ruḳhsat hue duniya se to duniya chaunki

dil na jab dhaḌke jabhi dil ki ḳhabar hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghane Arman gaDhi Aarzu Karne Se Milta Hai

bilqis-zafirul-hasan

Pabandiyon Se Apni Nikalte Wo Pa Na The

Dil Hai Ki Gham-E-Dil Ka Aza-Dar Nahin Hai

Ek Teri Yaad Ke Sahaare Par

Wo Husn Wo KHushbu Mere Kirdar Mein Aa Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet