• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Besan Ki Saundhi Roti Par Khatti Chatni Jaisi Man

Besan Ki Saundhi Roti Par Khatti Chatni Jaisi Man

nida-fazli

besan ki saundhi roti par khatti chatni jaisi maan

yaad aati hai! chauka basan chimta phukni jaisi maan

baans ki kharri khaat ke uupar har aahat par kaan dhare

aadhi soi aadhi jaagi thaki do-pahri jaisi maan

chidiyon ki chahkar men gunje radha mohan ali ali

murghe ki avaz se bajti ghar ki kundi jaisi maan

biivi beti bahan padosan thodi thodi si sab men

din bhar ik rassi ke uupar chalti natni jaisi maan

baant ke apna chehra matha ankhen jaane kahan gai

phate purane ik album men chanchal ladki jaisi maan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghaneri Chhanw Ke Sapne Bahut Dikhae Gae

taKHliq Ke Parde Mein Sitam TuT Rahe Hain

Mujhe Dariya Banana Chahti Hai

Kash Main Bhi Kabhi Yaron Ka Kaha Man Sakun

zehra-nigaah

Bhuli-Bisri Yaadon Ko Liptae Hue Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet