• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dashna-E-Dard Har Ek sans Mein Thahra Hoga

Dashna-E-Dard Har Ek sans Mein Thahra Hoga

dashna-e-dard har ik saans men Thahra hoga

dil samundar hai to phir ghaav bhi gahra hoga

teri qurbat men miri saans ghuTi jaati hai

main ne socha tha tira jism bhi sahra hoga

mauj-e-ḳhun sar se guzar ja.egi jis raat mire

rang-e-pairahan-e-shab aur bhi gahra hoga

chal paḌe hain abhi jis par ye safiran-e-bahar

kisi bajti hui zanjir ka lahra hoga

ḳhushk patton pe chale jaise koi sham-e-ḳhizan

ab tiri yaad ka yuun jism pe pahra hoga

kya ḳhabar thi ye giran-goshi ka baa.is hogi

shahr ka shahr sada par miri bahra hoga

hijr ki aag men baḌhti hai ‘musavvir’ tab-o-tab

zahr-e-tanha.i se rang aur sunahra hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ke Bab Mein Kirdar Hun Diwane Ka

poet

Ek Ek sans Mein Sadiyon Ka Safar kaTte Hain

Achchha Lag Jae Kya Bura Lag Jae

Dard Ko Zabt Ki Sarhad Se Guzar Jaane Do

Teri Nigah Ka Andaz Kya Nazar Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet