• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Khud Apni Rahnumai Ki

Humne Khud Apni Rahnumai Ki

rahat-indori

ham ne khud apni rahnumai ki

aur shohrat hui khudai ki

main ne duniya se mujh se duniya ne

saikdon baar bevafai ki

khule rahte hain saare darvaze

koi surat nahin rihai ki

tuut kar ham mile hain pahli baar

ye shuruat hai judai ki

soe rahte hain odh kar khud ko

ab zarurat nahin razai ki

manzilen chumti hain mere qadam

daad diije shikasta-pai ki

zindagi jaise-taise katni hai

kya bhalai ki kya burai ki

ishq ke karobar men ham ne

jaan de kar badi kamai ki

ab kisi ki zaban nahin khulti

rasm jaari hai munh-bharai ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Naya Amrit

nida-fazli

dhup Mein Niklo Ghataon Mein Naha Kar dekho

ghanTiyan Bajne Se Pahle Sham Hone Ke Qarib

poet

Khafa Mat Ho Mujhko Thikane Bahut Hain

Jab Koi Sach Baat Chhupani paDti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet