• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lapat Wo Zulf Ki Jaan-Bakhsh Aur Wo Pyari Raat

Lapat Wo Zulf Ki Jaan-Bakhsh Aur Wo Pyari Raat

shad-azimabadi

lapat vo zulf ki jan-bakhsh aur vo pyari raat

basar hui kabhi aisi bhi saari saari raat

kahan vo bistar-e-diba hasir-e-kohna kahan

kuja amiron ki raten kahan hamari raat

firaq-e-yad men guzra hai jaise saara din

yuun hi kategi ba-sad ah-o-be-qarari raat

udaas shaam se baithe hain charagar saare

zarur hai tire bimar-e-gham pe bhari raat

sahar ke pahle hi ai ‘shad’ so rahunga main

sata ke mujh ko uthaegi sharmsari raat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Diya Kisi chaukhaT Pe Ab Na Jalne Ka

Sufi

Aan Ki dil Burd Ze-Man Ghamza-e-Jadu-e-Tu Bud

Shikoh-E-Zat Se Dushman Ka Lashkar Kanp Jata Hai

afzal-minhas

Gum-Sum Hawa Ke Ped Se Lipta Hua Hun Mein

Main Ret Ka Mahal Hun Mere Pasban daraKHt

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet