• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lams-E-Tishna-Labi Se Guzri Hai

Lams-E-Tishna-Labi Se Guzri Hai

yasmeen-habeeb

lams-e-tishna-labi se guzri hai

raat kis jan-kani se guzri hai

us murassa nigar-khane men

aankh be-manzari se guzri hai

ek saaya sa phadphadata hai

koi shai raushni se guzri hai

lutne vaale saath saath rahe

zindagi sadgi se guzri hai

kuchh dikhai nahin diya shayad

umr andhi gali se guzri hai

shaam aati thi din guzarne par

kya hua kyuun abhi se guzri hai

kitni hangama-kheziyan le kar

ik sada khamushi se guzri hai

aankh binai ke taaqub men

kaisi la-hasili se guzri hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mirza-ghalib

Aaina Kyun Na dun Ki Tamasha Kahen Jise

Kise KHabar Ibtida Ki Anjam Kaun Jaane

aftab-hussain

Wo Sar Se Panw Tak Hai Ghazab Se Bhara Hua

kaDhaw Rakh Ke taKHayyul Pe Aasman Tale

Tera Chehra Dekh Ke Har Shab Subh Dobara Likhti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet