• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lamha Lamha Sochne Wali Aankhen Thin

Lamha Lamha Sochne Wali Aankhen Thin

lamha lamha sochne vaali ankhen thiin

us ki ankhen dekhne vaali ankhen thiin

ka.i dinon se un ko DhunD rahi huun main

vo jo mujh ko DhunDne vaali ankhen thiin

us ko bhulun bhi to kaise bhulun main

hanste hanste rone vaali ankhen thiin

idhar udhar kab dekhne deti thiin mujh ko

har pal mujh ko Tokne vaali ankhen thiin

mujh ko ḳhud se duur na jaane deti thiin

mera rasta rokne vaali ankhen thiin

apne aap men ek paheli thi ‘sadi’

aur paheli bujhne vaali ankhen thiin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mai-Kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua

poet

dudman-E-dard Ki Shadi Hain Hum

Ek Aisa Azm-E-rasiKH Ab Hamare Dil Mein Hai

Dukh-Dard Zamane Mein uThata Hai Bhala Kaun

Danaiyan aTak Gain Lafzon Ke Jal Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet