• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lakdi Ki do Mezen Hain Ek Lohe Ki Almari Hai

Lakdi Ki do Mezen Hain Ek Lohe Ki Almari Hai

poet

lakdi ki do mezen hain ik lohe ki almari hai

ik shair ke kamre jaisi ham ne umr guzari hai

ek salakhon vaali khidki jhank rahi hai angan men

divaron par uupar niche khvabon ki gul-kari hai

manzar manzar bhiig raha hai shahr ki khali sadkon par

pakki nahr pe gaanv ke ghode ki top savari hai

pyaas bujhane aate hain dukh dard parinde raat gae

khvab ka chashma phuta tha ankhon men ab tak jaari hai

sanduq purani yadon ka taala tod ke dekha to

ik resham ki shaal mili hai niile rang ki saari hai

vaqt mile to gul-daste ka haath pakad kar aa jaana

varna kahna kaam bahut hai aane men dushvari hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sukun Kuchh to Mila Dil Ka Majra Likh Kar

Guftugu Ek Pal Ruki Bhi Nahin

Dekhte Kya Did Ke Qabil Koi Manzar Na Tha

Har Ek Mahaul Se Beganagi Mahsus Hoti Hai

Mere Junun Ko Hawas Mein Shumar Kar Lega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet