• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamein Nayaft Lamhon Se Mafar Hota Na Ghar luTta

Hamein Nayaft Lamhon Se Mafar Hota Na Ghar luTta

poet

hamen nayaft lamhon se mafar hota na ghar luTta

ki pahli barf-bari men kahan zad-e-safar luTta

kabhi vo bar-sar-e-paikar rahta aap apne se

kabhi vo dusron se du-ba-du zer-o-zabar luTta

tumhen is baat ka ehsas to hota hazimat par

sitare TuuT kar girte agar ḳhvab-e-sahar luTta

ye divar-o-dar-o-mehrab-o-mimbar hech hain phir bhi

hama-alam ko luTna hai magar tu baam par luTta

tiri uncha.iyon ne qad ko chhoTa kar diya sab ke

tujhe luTna tha vus.at men agar be-bal-o-par luTta

koi avaz pichhe ki taraf muḌne ko kahti hai

mire baazu qalam hote mire qadmon pe sar luTta

tire dukh ki gavahi chand taare bhi nahin dete

ki din bhar yuun paḌa sota na aise raat bhar luTta

ghazal lutf-o-asar pa kar ba-tarz-e-‘mir’ raqsan hai

chalo barpa karen mahfil chalo dekhen sharar luTta

‘ḳhumar’ aise safar men aankh chhin jaati to achchha tha

kahin shaḳhon ka sauda aur kahin dekha shajar luTta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shad-azimabadi

Hazaron Aarzuen Sath Hain Is Par Akeli Hai

Hasil Kabhi Jo Uski Mohabbat Na Ho Hamein

Sada-E-Mehr-O-Mohabbat Lagane Aae Hain

Wahshat Hai Bahut Kam to Hai Zanjir Ziyaada

abdul-majeed-salik

Na Mohtasib Ki Na Hur-O-Jinan Ki Baat Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet