• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Laghzish-E-Gam Liye Laghzish-E-Mastana Liye

Laghzish-E-Gam Liye Laghzish-E-Mastana Liye

ali-sardar-jafri

laghzish-e-gam liye laghzish-e-mastana liye

aae ham bazm men phir jurat-e-rindana liye

ishq pahlu men hai phir jalva-e-janana liye

zulf ik haath men ik haath men paimana liye

yaad karta tha hamen saqi-o-mina ka hujum

uth gae the jo kabhi raunaq-e-mai-khana liye

vasl ki subh shab-e-hijr ke baad aai hai

aftab-e-rukh-e-mahbub ka nazrana liye

asr-e-hazir ko mubarak ho naya daur-e-avam

apni thokar men sar-e-shaukat-e-shahana liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gul zaKHm Ko Aansu Ko Guhar Humne Kaha Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Phulon Se Lahu Kaise Tapakta Hua dekhun

poet

Jahl Ko Aagahi Banate Hue

KHwabon Mein Bhi Gar Wasl Ka Imkan Nahin Hai

ishrat-afreen

Kab Tak Phirna Ghaaron Aur Guphaon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet