• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lagae baiThe Hain Mehndi Jo Mere KHun Se Poron Mein

Lagae baiThe Hain Mehndi Jo Mere KHun Se Poron Mein

poet

laga.e baiThe hain mehndi jo mere ḳhuun se poron men

yahi to rahzanon men hain yahi hain dil ke choron men

paḌe rahte hain aksar su-e-mushkin ru-e-janan par

bahut dekha hai ham ne ittifaq in kaale goron men

laga.i aag un ke husn-e-alam-soz ne har-su

jalane chau-lakha baiThe hain yuun kore sakoron men

vufur-e-sohbat-e-aghyar se kuchh aise khul khele

na vo jhenpen hazaron men na sharma.en karo.ron men

hamen ku-e-butan se do-qadam uThne nahin deti

hamari na-tavani in dinon hai aise zoron men

amaan deta nahin vo chahne valon ko mar kar bhi

hamare naam ko zalim ne piTvaya DhinDhoron men

mire nalon ka ‘ashiq’ rang uḌaya andalibon ne

ḳhiram-e-yar ki shohrat hui saare chakoron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Aaghaz-E-Ishq Umr Ka Anjam Ho Gaya

Dukha Hai Dil Tabhi to Mujh Pe Chhai Hai Udasi Bhi

nusrat-mehdi

Raushni Si dil Ke Zakhmon Mein Utar Aane Ko Hai

Zamin Pe Maktab-E-Adam Ka Ek Nisab Hai Ishq

Kal Shab Qasam KHuda Ki Bahut Dar Laga Hamein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet