• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham-E-Ummid Gar Nahin Hoti

Sham-E-Ummid Gar Nahin Hoti

poet

sham-e-ummid gar nahin hoti

sham-e-gham ki sahar nahin hoti

haa.e na-qadri-e-jahan afsos

qadr-e-ahl-e-hunar nahin hoti

baat karte hain log barson ki

aur pal ki ḳhabar nahin hoti

ek aisa bhi hai safar ki jahan

zindagi ham-safar nahin hoti

haq-pasandi mizaj ho jis ka

muflisi us ke ghar nahin hoti

zindagi ka na e.atibar karo

zindagi mo’atabar nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahaar Ka Rup Bhi Nigahon Mein Ek Fareb-E-Bahaar Sa Hai

poet

Jab Josh-E-Bahaaran Tha Un Chandni Raaton Mein

Sar-E-Sahra-E-Jaan Hum Chaak-Damani Bhi Karte Hain

Yun Aane Wale Akele-Pan Ke Liye Main Yaaden Bana Raha Hun

poet

Khushbu Ki Tarah Milta Hai Wada Nahin Karta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet