• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Mahka Rahe Teri Yaad Suhani Mein

Jo Mahka Rahe Teri Yaad Suhani Mein

beena-goindi

jo mahka rahe teri yaad suhani men

aisi khushbu kahan hai raat ki raani men

ubhra tha ankhon men ek sunahra khvab

jaate jaate de gaya zakhm nishani men

raat gae tak yunhi tanha sahil par

ghumte rahna paanv paanv paani men

utra jo is dil men qafila ulfat ka

kaisi kaisi ghazlen huiin ravani men

kyuun be-rang kiya hai meri odhni ko

tere gham ki dhuup ne bhari javani men

kab se apna bachpan dhundhti phirti hai

‘bina’ teri bikhri hui kahani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saf-E-Matam Pe Jo Hum Nachne Gane Lag Jaen

yasmeen-habeeb

Mujhko Utar Harf Mein Jaan-E-Ghazal Bana Mujhe

Masrur Bhi Hun KHush Bhi Hun Lekin KHushi Nahin

noon-meem-rashid

Reg-E-diroz

Subuk Hoti Hawa Se Tez Chalna Chahti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet