• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Laga Kar Ishq Ka Kajra Nayan Ko

Laga Kar Ishq Ka Kajra Nayan Ko

poet

laga kar ishq ka kajra nayan ko

dikha.un yaan seti hubbulvatan ko

bazan le ja.un har lahze men ik baar

ki jab lag ruuh suun rishta hai tan ko

rahe aalam men us ka sair aur tair

na dekhe us ke kui mastane-pan ko

chaman suun dil ke aalam ko ḳhabar nahin

hamesha dekhte ḳhaki badan ko

kar aa.uun sair dil ke bostan ka

na jaave vo kabhi hargiz chaman ko

dikha.un yaar ke zulfan suun yak taar

na chahe phir kabhi mushk-e-ḳhutan ko

na tha aadam atha vo zat-e-mutlaq

suna.un ye sada ab tujh kiran ko

sadaf men nain ke dikhla.un gauhar

na rakhe aarzu durr-e-adan ko

nahin gauhar vo hain jyuun chand aur suur

‘alimullah’ jahan ke anjuman ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Mein KHud-Sari Nahin Hoti

aftab-hussain

Usi Tarah Ke Shab-O-Roz Hain Wahi duniya

shahryar

Be-Tab Hain Aur Ishq Ka dawa Nahin Hum Ko

abdullah-kamal

Khush-Shanasi Ka Sila Karb Ka Sahra Hun Main

poet

Kyunke Kare Na Shahr Ko Ro Ro Ujad Chashm

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet