• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad

Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad

lafz gunge ho ga.e lahje ki ayyari ke ba.ad

vo barahna ho gaya itni adakari ke ba.ad

chand bosida kitaben kirm-ḳhurda kuchh varaq

ye sila bhi kam nahin ik jurm-e-fankari ke ba.ad

raat ke manzar khuli ankhon men patthar ho ga.e

ḳhvab men jaage hue lagte hain bedari ke ba.ad

ansuon ko qahqahon ka ruup de jaata hai vo

is tarah hansta to hai lekin kala-kari ke ba.ad

jin kitabon men rakhe the ḳhvab guzri fasl ke

ham ne ḳhud un ko jala Daala nigah-dari ke ba.ad

ab kisi se kya kahen badnam-e-vahshat ka sabab

ḳhud bhi sharminda hain ham dil ki subuksari ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

imam-bakhsh-nasikh

Jaan Hum Tujh Pe diya Karte Hain

Zara Si choT Lagi Thi Ki Chalna Bhul Gae

Tamam Taron Ko Jaise Qamar Se joDa Hai

KHak-E-Dil Kahkashan Se Milti Hai

qateel-shifai

Sanwli

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet